Muhammad Ka Roza Qareeb Aa Raha Hailatest from out videos

Roman English Lyrics

Muhammad ka roza qareeb aa raha hai Bulandi pe apna naseeb aa raha hai Farishton ye de do paigham unko Khabar ja ke de do unko farishto Ke Khadim tumhara Sa’eed aa raha hai Madina Madina Madina Madina Bara lutf deta hai Naam-E-Madina Wafa tum na dekho k hargiz kisi me Zamana wo aisa qareeb aa raha hai Hifazat karo apne Iman-O-Deen ki Zamana wo aisa ajeeb aa raha hai Muhammad ka roza qareeb aa raha hai Bulandi pe apna naseeb aa raha hai Farishton ye de do paigham unko Khabar ja ke de do unko farishto Ke Khadim tumhara Sa’eed aa raha hai Madina Madina Madina Madina Bara lutf deta hai Naam-E-Madina Tumhein kuch khabar hai, Kahan ja raha hun Rasool-E-Khuda hai, wahan ja raha hun Tumhein kuch khabar hai, Main kya paa raha hun Muhabbat ka unki maza paa raha hun Chalo ja ke rahna Madine me ab to Qayamat ka manzar qareeb aa raha hai Farishton ye de do paigham unko Khabar ja ke de do unko farishto Ke Khadim tumhara Sa’eed aa raha hai Madina Madina Madina Madina Bara lutf deta hai Naam-E-Madina Nigaho’n me sultaniyat heech hogi Jo payega dil me Payam-E-Madina Sukoon-E-Jahan tum kahan dhundte ho Sukoon-E-Jahan hai Nizam-E-Madina Madina Madina Madina Madina Bara lutf deta hai Naam-E-Madina Muhammad ka roza qareeb aa raha hai Bulandi pe apna naseeb aa raha hai Farishton ye de do paigham unko Khabar ja ke de do unko farishto Ke Khadim tumhara Sa’eed aa raha hai Madina Madina Madina Madina Bara lutf deta hai Naam-E-Madina